my dear her business main loss oor profit hota hai forex main bhe loss hota hai apni mistakes ki waja se forex main ap jab loss karte ho to apni mistakes se bht kuch learn karte hain forex main apko loss zaror hota hai laikin try karn k apni mistakes ko repeat na krn forex main ap best professional strategy use karn market direction oor better planning se trading karn forex main apne learning process ko continue rekhn always small lot size trade karn


Thread: 
Thanks
Currently Active Users
Forex Forum India Statistics