Trading karte hue hamen jab bhi nuksan Ho humko chahie ki Ham use nuksan hone ki vajah ko study Karen Agar Ham use vajah ko study karenge to next Ham jab bhi trading karenge to hain wo mistake nuksan nahin degi isliye jab bhi aap ne trading mein nuksan kiya ho to aap next trading karne se pahle use mistake ko study Karen Taki aapko pata lag sake ki aapka trading mein nuksan kiss vajah se hua hai aur aapane next us mistake se bachana hai agar Ham mistake ko talash karne mein kamyab Ho jaate Hain to humko kabhi bhi trading mein again nuksan ka samna nahin karna padega aur ham trading mein profit bhi banaa lengeyahi ek expert trader ke nishane hai ki wo next trade karne se pahle apne loss hone ki wajah ko talash karta hai