mary khiyal ma lose hona bhe trading ka ak hissa hai ap trading ma lose ko nazar-andaz neh kar sakty par trading pa lose ka nuksan ka sath ak faida ya bhe hota hai k is sa hamy trading k bary ma or information milti hai or hamy kafi experience milta hai