apny andar yah itmaad paida nahi karty tab tak ap achy treeky say kaam bhi nahi kar sakty kiun kay ap kay andar us kaam ko karny ki himat aur hosla paida hona chahye tab tak hi ap kamjab hun gay iss liye zarori haself confidence hona bohat zaruri hai, ager ham pur aitmaat ho kar trading nhi karain gay tu hamain loss ho sakta hai, ham trading ager karain tu is k liye hamain confident rehna ho ga or apna muraal high karna ho ga.