hamara sab kuch forex ma capital pa hi matter karta ha kio ka agar hamara capital acha ha tu hamary trading be achy ho gy kio ka trading ka sara daromadar capital ka zaida hony ya kam hony pa hi hota ha is ki base pa trade hoty ha
ye bat to hai ki agar jo achi tarah se trading ko learn kiya hota hai to uske baad ye kaam ko karna itna bhi mushkil nahi hota hai ye kaam karke bahut hi badiya earning kari ja sakti hai bas jarurat padti hai to trader ko acha experience gain ki jiske pass mein experience aur knowledge nahi hote hai wo log trading nahi kar sakte hai kabhi bhi wo yaha par is kaam ko apne liye profitable nahi bana sakte hai