hamara sab kuch forex ma capital pa hi matter karta ha kio ka agar hamara capital acha ha tu hamary trading be achy ho gy kio ka trading ka sara daromadar capital ka zaida hony ya kam hony pa hi hota ha is ki base pa trade hoty ha
Forex main trading karna k ley app ko pahla Forex ko janna buaht zarori hota hain , jub app Forex ko jan lata hain tu phr app Forex main ek achi trading kar sakta hain , warna app ko loss he hot hain, Forex main jeti bhi app trading karta hain os hesab say app k pas ek achi invest hona buaht he zarori hai phr he app ek achi trading kar k ek acha profit earn kar sakta hain, app ki trad bhi bari ho ge or app ka profit bhi zada hao , jetini app ki invest ho ge otna he profit ho ga