han ji ap ne bilkul thek kaha hai forex trading ka business aik bahut he jada risky business hai esme bahut he kam trader hote hai jo esme kamyab ho pate hai forex trading me jo bhi new trader jaldi me profit banana chahta hai wo esme loss kar lete hai forex trading aik bahut he bada business hai esme trader jitni jada mehnat karenga wo trader esme utna he acha profit earn kar sakta hai forex trading me trader ko apne ap ko loss se bachane ke liye esme bahut acha experiance aur knowldge hona bahut he jaada jaroori hai trader ke paas jitna acha experince hoga wo esme utna he acha kaam kar sakenga es liye trader ko pehle bahut ache se learning karna bahut jaroori hai esme trader jitna ache se learning karenga aur sab samajh kar sab seekh jaenga wo trader esme utna he jaldi kamyab ho jaenga forex trading me trader ko apne ap se sab samajhna chahiye hai esme trader jitna jaada time de kar sab samajh jaenga wo utna he acha kaam kar sakenga forex ke business me trader ko apne emtions pe control karna bahut jaada jaroori hai agar trader esme loss kar leta hai to trader ko kabhi bhi over confidance ho kar aur emotional ho kar trade nahi karni chahiye hai esme trader jitna jaada patiance ke saat kaam karenga wo esme apne apko loss se utna he bacha sakenga aur acha profit earn karenga forex trader ko chahiye ke wo pehle demo account me ache se practice kare aur market ko samajhe esme trader ke paas jtna acha experiance hoga wo trader real market me utna he jaldi kamyab ho jaenga trader ko chahiye ke kaam shuru karne se pehle low volume pe trade open kare dheere dheere wo esme experince ko jaada karke acha kaam kar sakenga