well start main humain trading bonus say he karni chahye kyun kay forex main bohat risk hota hai or yeh acha hai ke humain brokers bonus offer karty hain or hum us say trading karty hain. us ke bad jub humain trading ki sahi samaj aa jaye tu trading main apni investment say trading krni chahye.