Bohat saray newbie insta se milnay walay bonus ko aisi metal par trade kartay han jo bohat zayda risky han aur unko loss ho jata ha is liye ma tamam nebie ko ye suggest karon ga ke unko chahy eke zyada se zayda currency ma trade karein ku ke aisa karnay se wo profit bhi kama sakein gay aur dobara se usko trading ma invest kar acha capital bhi bana saktay han. Is liye is forum se kamaya janay wala bonus investment ma karna chahye.