Bilkul forex kamyaab insaan banny ka shortcut hai lakin is mai kamyaab hona itna bhi asaan nahin us k liye hamen pehly kafi mehnat karni parhti hai or forex ko achi tarha samjhna parhta hai or phir jab hum forex mai profit lene k kabil ho jaty hain tab forex hamary kamyaab hony ka aik acha shortcut ban jati hai or hum araam se paisa kama lety hain.