jee nahi bilkul nahi forex money earn karnay ka short cut nahi hai bulkay forex trading business aik real business hai iss main hum work kar kay money earn kar saktay hain forex trading business aik profitable business hai or ye humen earning ka aik easy or smart way daeti hai taa kay hum zayada say zayada profit earn kar saken