forex trading hi ek aisa business hai jisse maine abhi tak kiya hai iske alawa maine kabhi forex trading nae ki hai waise to market main maine kafi experience liya hai par stock market ka mere pas aisa koi experience nae hai aur abhi tak maine uske bare main kabhi socha nae hai to meri opinion hai ki jis chiz ke bare main mujhe koi knowledge nae hai uske bare main bat na hi karu to acha hoga kynki galat information se nuksaan hota hai