hahahaa ye koi ek dafa howa ha main to kai dafa he yahi nuqsan utha chuka houn kioun k main jab bhi trade open karta houn to or ager woh profit main ja rahi ho to main ye sochta houn k ye mazeed profit main aa jaye phr es ko close karta houn par phr achanak woh loss main chali jati ha or phr mugh ko us ko loss main he close karna parr jata ha es ki waja sirf greed ha greed se bacho woh app ko kafi nuqsan puncha sakti ha