yeah yeh to bohat hi useful indicator najar ata hai. kiya ap na is ko use kiya hai apni trading main. mjhay lagta hai ka main nay kisi indicator ka suna tha 1 indicator k baray main and name mjhay bhi yad nhi. k us main agar ap ko profit ho to wo indicator double tripple to kerta tha but jab loss hota tha to woh bhi loss ko double tripple ker deta that kiya zone indicator bhi aisay hi kerta ha?