ji dost trading mein bahoot adhik mauke ye hote hain ki trading mein loss bhi ho sakta hain aur profits bhi ho sakta hain lekin risky bhi hota hain ye sab nirbhar karta hain ki trading mein trader kaise trading karta hain aur wo profits karta hain ya fir nuksan ye to uske uper hi depend hota hain agar trader jo badiya trading karna chahta hain to usko achchi tarah ye kaam ko sikhkar ke hi chalna padta hain