G main aisa nahin sochti.kyu k mjhy nahi lagta k Forex aik quick way ha money earn karny ka kyu k Forex main jab tak proper trha sy trading na seekhy tab tak hum trading nahi kar sakty.to is main hard work ki zarorat hoti ha,or is main kafi time lag jata ha.to main isy quick way nahi samjhti.