han gi jab main dekhtahoun k ye condition kafi sakht ha mere liye to main kafi aadhani se trading karta houn or main kafi ahtiyat se koi qadam uthata houn main to sahi baat ha k forex trading main na jab tak koi bhi clear signal nahi milta ha tab tak sahi baat ha k es main koi order play ya close nahi karta houn