dear candle stick insta broker main aik trading ka work karny k liyea aik asaan sa option ha jis ki madad sa ham technical analyse kar k market k trend ka andaza lagaty hain k hamain is waqt buy karna chahiyea ya phir sell karna chahiyea or main na bohat sa seneior trader ko dekha ha k wo trading ka work main candle sticks ki madad sa hi acha profit gain karty hain.