ye wakai aik bara swaal hai jo hr beginner ki zuban pe hota hai mere khayaal se aik newbie ko starting main apni trading ko improve kerna chahye aur jab usay pta lag jaye k us ki trading achi ho gai hai to wo apne confidence k hisaab se trading main invest keray ...