hanji new trader ko yehi koshish karna chahiye ki wo yaha kamm invest karke kaam karein kyunki wo yaha bilkul new hai aur usko market ke baarein me kuch nahi pata,ek baar jab wo market me experience gain karke market ko samajh leta hai to fir wo yaha invest kar sakta hai..