jab ham leverage 1:1 use karte hain tab jitna paise hamare paas mein hota hai utna hi trading ham kar sakte hain. matlab agar hamare paas mein 100$ hain to ham 100$ ki trade hi open kar sakte hain. Is mein kafi pareshaani uthani pad sakti hai kyuki hamare trading power bahut hi kam ho jayegi.