main ne jab forex ka kam start kia tha tab main robot use karta tha par ab main ne robo use karna chor dia hai kion ke mujhee itna experience ho gya hai ke main khud se market ko analyze kar ke apni trades laga sakun is liy main manual trading pasand karta hun