Mjhe toh manual trading pasnd hai kyn k manual trading hi humain agy kaam ani hai auto trading sirf wahi kar sakta hai jis k pass capital bahut ziada ho jis k pass ziada nai hai wo phir auto trading nai kar sakta kyn k is k liye balance ziada hona lazmi hai warna kam balance ho toh account wash ho sakta hai .