han brother aap nay acha swaal kia ha ka main forex trading manual tariqa say kerna pasand kerta hoon ya phir EArebot aur jis tariqa ko main pasand kerta hoon us ki waja kia ha tu main aap ko bta doon ka mujay manual tariqa say trading kerna acha lagta ha wo iss lia ka main aapnay kaam khud ker hi khush hota hoon .....