bilkul sahe kaha hai mera manna yahe hai k jitna hum apni trade ko dusro k sath discuss karty hain utna he acaha rahta hai hamary leyay hum utna he best performe kar sakty hain kafi traders yaha par aysa nahe karty hain log khud ki analyse ko chupaty hain jis ki waja sai un ko yaha par kafi masla banta hai.. hanji trader ko agar apni trade ko dusre se discuss karna chahiye kyunki aisa karke wo apne doubts bhi clear kar sakta hai aur usko agar koi loss ho raha ho to wo usko bhi kamm kar sakta hai,yahan senior ka agar kuch milta hai to wo sabse achha rehta hai..