ji aap ki baat sahi hai trade ko learn karne ke liye sabse best tarika hai ke hum trade kare par humein real account mein nahi balki demo account mein karna chahiye hum learn karte waqt kyun loss kare jab humare pass demo account available hai uska use kare.