ji wo to hain hi ki moving average ek dum badiya indicator hain agar jo iska use bahoot hi achchi tarah se ata hain tabhi to is indicator ke sath trading karna aa sakta hain waise to ye indicator bahoot hi jayda risky bhi hota hain wo isliye kyu ki ismein fake entry point had se jayda ata hain iske sath trading bas wohi kar sakta hain jo professional trader hote hain jo kafi achchi tarah se moving average ka use karna jante hote hain jo nahi jante hain wo isko avoid hi kare
kuch trader hote hain jo iske sath trading karna pasand nahi karte hain wo sirf support aur resistance trading ke liye trend line ke sath trading karna pasand karte hain main to khud moving average ke sath sath trend line bhi use kia karta hu isse mere liye thoda trading karna easy ho jta hain hum ek badiya trend ko khoj paane mein bahoot jayda success hote hain
yaha par trading karna waise to bahoot hi mushkil hota hain aur bahoot saare tools aur indicators mil jate hain jinke sath mein trading ko kiya jaa sakta hain har ek trader ke liye apna apna trick hota hain jo use kar sakta hain main yaha par trading kuch indicators aur trend line tools ke sath trading karta hu aur mere liye ye kafi jayda profitable bhi sabit hota hain har ek trader ka koi na koi favoite trading strategy hoti hain jiske sath wo trading karta hain dost