g han ap forex main trade kar sktay hain is main apko koi masla ni aye ga agar aap is main seekhnay kay bad tarde start kartay hain to aap is main acha earn kar sktay hain lakin is main apko pehlay demo main kafi ziada practice karni parya gi tab aap is main trade kar kay acha khasa earn kar sktay hain