mein nay jb ka forum join kiya hai is k bonus se kafi ache amount earn ki hai kafi profits liye hain magar ab tk loss ki jahan tak baat hai to mera loss 140$ hai magar mujhy khushi hai k mera loss itna nahi hai jitna mein ny ab tk profit bnaya hai isly mein learning kar raha hoon mazeed behtar hony kay liye.