bahut loss kiya hai bhai ab tak maine kai baar mera account blow ho gaya hai is forex market mai lekim har loss asha ki ek umeed lati hai muje pata hai ki ek din mai apni trading jaroor kambyab ho jaunga ye to pakka hai kyunki is business mai bahut paisa hai bhai