bilkul laina zruri hai hamary leyay kio k hum daikhty hain k yaha par kabhi newbie zaydah work nahe kar sakty hain aur jab tak wo signals ko follow kar k un ko samjhy gay nahe k kis tarah sai kis point sai kia karna hai tab tak ap is field mai kuch khas nahe kar sakty hain is leyay is bat ka dehan rakhna zruri hai ap k leyay...