jo ek hi piont pe buy or sell karte hian wo darasal trading nae balke gambling karte hian or gambling trading main sahi nae hai ye totaly risk hai or shai nae hai.
bohat say logon ko main ney yeh kehtay huway suna hai kay ap agar eak he point per buy and sell kartay hein phir wo koi bhi point ho to apka account disable ho jata hai ab yeh baat kahan tak true hai is kay baray main khud nahi janta so main yeh try karoon ga lazmi apney account main.