jo ek hi piont pe buy or sell karte hian wo darasal trading nae balke gambling karte hian or gambling trading main sahi nae hai ye totaly risk hai or shai nae hai.
haan ye to hai agar ek hi point par buy aur sell dono hi kar dalte hai to ye trader ke liye jayda risky ho jata hai aisi trading avoid karna hota hai forex trading mein aise kabhi bhi trade na kare nahi to apko loss jayda hi hoga main to bhugad chuki hoon aisi trading se aur aisi trading ko heding kaha jata hai jismein dono taraf se loss ho sakta hai lekin aisa nahi hai ki aisi trading kar nahi sakte hai kiya to ja sakta hai lekin jab tak wo achi tarah se hedging trade karna nahi sikh jata hai uske liye aisa trade karna mushkil hi rahega kaha par usko exit point lena hota hai ek jaan lena jaruri hota hai hedging trading sabhi ko nahi karna chahiye bas ye trading wohi log kar pate hai jinko market mein analysis bahut hi acha karna aata hota hai market mein agar wo analysis nahi acha karega to loss hi hoga isse badiya to yehi hota hai ki ek tarafa trade kiya jaaye isko main jayda profitable kahungi acha earning bhi kiya ja sakta hai aur ek hi tarafa risk par ye trade kiya ja sakta hai lekin agar ek baar mein ek trade karte hai to waisi trade ke liye bhi jayda acha experience trader ko gain karna hota hai tabhi trading kar sakta hai bina sikhe to aisa hai koi bhi trade aap kare usmein bas trader ko loss ka samna hi hota hai jab tak acha experience nahi ho jaye kaam kare nahi