jo ek hi piont pe buy or sell karte hian wo darasal trading nae balke gambling karte hian or gambling trading main sahi nae hai ye totaly risk hai or shai nae hai.
dear mary nazdeek aik hi point par buy or sell karna theek nahi ha main tu aesa har giz nahi karta wo is liyea k misal k toor par ap na aik hi point par buy ki bhi trade lagai howi ha or phir ap na dobara usi pair par sell ki bhi trade laga di tu dear dono trade main difrent ho ga aik main ap ko profit bhi ho jay lakin dosry main ap ko loss zaror ho ga.