jo ek hi piont pe buy or sell karte hian wo darasal trading nae balke gambling karte hian or gambling trading main sahi nae hai ye totaly risk hai or shai nae hai.
Mujhe to pasand nahi hain hedging karna bhaiya pahle kafi dafa maine kafi thi lekn fayda kam aur nuksan double hone ka dar rahta hain kafi baar maine hedging mein margin call face kiya hain bhaiya