Jahan tak mujhe lagta hai hame manually trading per hi dhayan dena chahiye yai EA hamari jayda help kabhi nhi kar sakte hai or jaise jo stop loss hota hai wo aapka market k analysis per depend karta hai waise but example k tor main bata dena chahti hu ki stop loss agar 20 pips ka hai to take profit aapka 50 to 55 pips rehna chahiye.