hanji kahi baar trader ka daarr usko ess business me bacha sakta hai lekin trader agar yaha fearless hokar kaam karein to uske liye badiya hai,aisa trader sirf tabhi kar sakenga jab usko apne analysis par yakkeen hai aur wo market me confident hokar kaam karta hai..