G haan ap ki baat bilkul theek hai aur main is bat se bilkul agree karti hun k humain forex market main kabhi bhi koi trade tab tak open nahi karni chahiye tab tak hum forex market ko ache se seekh na lain kiu k forex business dekhne main jitna easy lagta hai utna hy nahi forex business aik bohat though business hay aur market se hum tab tak koi acha profit gain nahi kar sakte jab tak hunare pass acha experience aur acha knowledge nahi hoga pehle apne experience ko ache se barhay aur apna knowledge aur apna experience barhane ke liye demo account boht best account hay demo account par jitni zyada hum practice karte utna hi zada hum is market k ups and downs ko ache se samjh pate hain khas tor forex market business min jo new trader hain main samjhti hun unhe kabhi bhi tab market main us time tak entry nahi leni chahiye jab tak wo forex market ko ache se samjh nahi lete aur market k trend ko ache se samajh nahi lete new traders ko chahiye k wo demo account par zada se zada time practice kare kiu k jitni zada hum demo practice karte hain utna hi hum forex market k upsand down ko ache se samjh pate hain aur humain achi aur profitable trade karne main asani hoti hay is liye ap pehly forex business ko ache se seekhe samjhe chart ko ache se read kare us k bad hi ap forex market main entry lain take ap forex se acha profit gain kar sake forex business ko ache se seekhna samjhna humare liye bohat zada zarori hay bina market ko samjhe trade karne se humain big loss ka samna karna parta hay