aisa to karna hi hota hain har ek trader ko because jab tak ki trading ko wo nahi samjhata hain trading karna mushkil bhara hota hain trading ko sikh lena chahiye aur jitna ho sake experience ko badana chahiye jab tak usko ye nahi maloom hoga ki trading ko kaise kiya ja sakta hain aur kaise kaise market mein trick hoti hain jiske badolat trading ko kiya ja sakta hain jab tak trading karna uske liye mushkil hi hoga
yaha par trading learn karna padta hain aur jaise ki baat kare tools ki aur kuch indicators ki jo beginner ke liye bahoot hi jayda helpful hote hain main kahunga sabse pahle ko basic mein unko moving average indicator ke bare mein learn karna chahiye jo easy indicator hota hain jisko learn karna mushkil nahi hoga aur trend line ke bare mein kahunga sabse jayda effective powerful tool hain jiski madad se trading ko kiya ja sakta hain
waise to yaha par bahoot se tools hain jinke sath trading kar sakte hain lekin jo cheeze maine uper batayi hain inke bare mein kafi achchi tarah se knowledge ko gain karna jaroori hota hain ye basic hote hain aur inka use bhi bahoot jayda hota hain jab tak wo yaha se nahi sikhenge trading ke bare mein aage aur jaan pana thoda difficult hota jayega humare ko step by step hi aage badna hota hain jiske sahare trading ko sikha ja sakta hain aur achcha khasa trade karke earning kar sakte hain dear