mera startting mai howa tha kio k zaydah tar yai mistakes newbie he karty hain un ko is par zaydah focus nahe hota ha jis ki waja sai yai problem rahti hai agar ap is mai trade best karna chahaty hain tou learning ko proper kary aur sab sai big bat hai k apna sl put karny ki har trade mai try kary yahe best rahta hai..