Well phle jab mujhe Forex k bare ma kuch khas pata nai tha to ma na kafi bar apne accounts ko blow up kiya howa ha mere khyal sa 4 sa 5 bar ma na apna account blow up kr diya ha aur ab jab ma na is k bare ma jana ha to ma na kafi kuch recover kr liya ha aur yakeen ha k age be recover kr paoun ga.