yaha par agar jo apne bahoot jayda nuksaan kar dala hain to ye koi achchi baat nahi hoti hain nuksaan apne aap nahi hote hain wo trader ki laparvahi ke wajah se hota hain yaha par loss ko hum rok sakte hain ye koi badi baat nahi hain iske liye trader ko khud se hi parayas thoda jayda karna hota hain jo bhi trading mein loss ki reason hoti hain wo pahle to find karna bahoot hi jayda jaror hota hain tabhi to wo trading mein nuksan ko rok sakta hain
aur sath mein wo ye bhi mistake karta hain ki money management ka use karna nahi janta hain unko iski achchi khaasi knowledge honi chahiye aur achcha calculation aana chahiye tohi to wo trading mein money management ke sath account ko safe rakhte huye trading kar sakta hain kam se kam risk par trading karna hi sabse jayda important hota hain
yaha par long term survive ke liye ye calculation sabse jayda important hota hain hum jab tak apne capital ko bachane mein safal rahenge trading ko hum utne hi lambe samay tak kar sakte hain thoda to wait karna hota hain trader ko trading mein ye ek dum se koi bhi nahi sikh pata hain thoda samay ke baad jaise jaise wo yaha par sikhta chalega trading ko karna uske liye kafi jayda pahle se easy hoga aur achcha trader ban sakta hain ishi tarah se trading karega to forex market mein kaam karna ek din uske liye kafi achcha sabit hoga.