1 time main nai apna account ka sara balance lose keya tha or 1 time mera instaforex ka account bann ho geya tha.forex aik bohat acha business hai agr issay learn kar k iss ko start keya jayey tou ye aap ko profit dey sakta hai.forex main aap ko thori hard working karna pary gi.