scapling ek indicater ha jo k bohat acha lekin ye aj kal chal nahi rahy ha is liya mujy is k bary m itna pata nahi ha lekin m n apny dosto s pocha ha jo k is ko use kar chuky ha un ka khna ha k ye bohat acha indicater ha jo humy signal deta ha k gold up ho ga ya doen ye akely gold hi ka nahi balky tamam pair ka bata ha ue bohat acha indicater ha is ki waja s humy market k trend ka pata chal jata ha k up ho gy ya down