ji han ye sahi hay kay apkamind decipline hi wo key hay jis ki waja say ap forex me success hasil kar sakty hain kiun kay decipline ki baghair ap apni aik aci trading streategy nahi bana sakty hain aur na hi ap trading market ko achy say judge ker sakty hain aur apkay profit kay chances kafi kam ho jaty hain.