Discipline of mind aur discipline in life aur trading ye sub kamyab honay ki zamanat hotay hain ic kay bagair hum forex mein loss tu ker sectay hain profit naheen kionkay ager discipline of mind hoga tu hum her kaam aik proper tariqay say karain gay jo forex kay rules hain ic liye hamaray win kay chances ziada ho jatay hain.