dear main to is k bary main ye hi khao ga k humain greed nai karna chay and kam lots size hi use karna chay kio k is sy ap ka loss ziada and profit kam ho skta ha and market ki movement ka koi pata nai hota kisi b waqat kisi b traf chali jay koi keh nai skta banda is liy ziyada risk nai lina chay.