Trading karte waqt hamara target hota hai profit jisko hum hasil karne ke liye bara intizaar kar rahe hoty hain aur dosra hota hai loss jisko hum bilkul bhi pasand nai karte hain aur jab market hamare against jati hai to kuch log darr jaty hain aur trading close kar dety hain kahin zyada loss na ho jaye to aise logo ko chahiye ke wo khud par confidence rakhen aur trading close na karen agar market apke against hoi hai to wo apke haq main bhi aye gi