Bhai main jaan kar kisi bhi trade me galti nahi karta hu lekin agar muje kisi baat ka pata nahi hai tab mujhse galti ho sakti hai aur fir aise me mera confidence kam ho jaata hai. Muje khud is baat ka acchi tarah se pata hai ki aisa mere liye theek nahi hai.
Jab ham trading me discipline maintain karte hain tab hamare liye accha hai...