discipline ya anushasan ka hamare jindagi me hona bahut jaruri hai is se hi ham apna bhagya badal sakte hain aur jab baat trading ki ho to bahut jyada savdhani aur anushasan me hona jaruri hai warna hame nuksaan bada bada hone ki sambhavna ho jati hai main bhi anushasan me hi trading karta hun par jab bich me anushasan tuta hai to losses ho hi jate hain.